menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Waada Raha Sanam

Abhijeet Bhattacharya/Alka Yagnikhuatong
uydadwellskhuatong
歌詞
作品
Wada raha sanam

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Wada raha sanam

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

In vadiyo

Mein yun hi

Milte rahenge

Dil mein

Vafa ke diye

Jalte rahenge

In vadiyo

Mein yun hi

Milte rahenge

Dil mein

Vafa ke diye

Jalte rahenge

Ye manga hai

Duaon mein

Kami na ho

Vafaon mein

Rahe teri

Nigahon mein

Likho na ye

Fizaon mein o sajana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Kaisi udasi tere

Chehre pe chhayi

Kya baat hai jo

Teri ankh bhar aayi

Kaisi udasi tere

Chehre pe chhayi

Kya baat hai jo

Teri ankh bhar aayi

Dekho to kya

Nazare hain

Tumhari tarah

Pyare hain

Hanso na

Mere liye tum

Sabhi to yeh

Tumhare hai

O jaane jaan

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Wada raha sanam

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahato ka

Mit na sakega fasana

更多Abhijeet Bhattacharya/Alka Yagnik熱歌

查看全部logo

猜你喜歡

Waada Raha Sanam Abhijeet Bhattacharya/Alka Yagnik - 歌詞和翻唱