Tujhe Sochta Hoon main shaam o subah
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aa…. sang hoon tere
Tu mera thikana, mera aashiyana
Dhale shaam jab bhi, mere paas aana
Hai baahon mein rehna, Kahin abb naa jana
Hoon mehfooz inme, bura hai zamana
Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aa…. sang hoon tere