Song : Aye Zindagi
Singers : Akanksha Sharma
Lyrics & Music : Yasser Desai
Karaoke By : M. Asif Khan RF
Kabhi toofan hain,
Kabhi Khamosh hain,
Kyun tu itni pareshan hain
Aye Zindagi.
Apni he chaal pe,
Apne sawal pe.
Kyun tu itni hairan hain?
Aye Zindagi.
Uljhan jo hain teri
Mujko tu batlade
waqt baimaan hain
Aye Zindagi.
Aye Zindagi.
Aye Zindagi.
Interlude 1
Rehti hu main to har pal saath tere.
Kat te hain mere sang din raat tere.
Rehti hu main to har pal saath tere.
Kat te hain mere sang din raat tere.
Phir haal se tu dil ke mere.
Kyun Aise anjaan hain.
Aye Zindagi.
Kyun sehemi si hai tu?
Kyun hain roothi hui?
Gham ke mousam mehman hai,
Aye Zindagi.
Interlude 2
tera mera rishta to hai Gehra bada.
Phir pesh aati hain tu. Kyun is tarah.
tera mera rishta to hai Gehra bada.
Phir pesh aati hain tu. Kyun is tarah.
Kya hai wajah tu. Mujko bata
sunne ka arman hain. Aye Zindagi.
Khiza hain tu kabhi.
Kabhi tu bahaar hain.
Ajab teri pehchan hain.
Aye Zindagi.
Uljhan jo hain teri Mujhko tu batlade
waqt baimaan hain Aye Zindagi.
Aye Zindagi.
Aye Zindagi...............