raat bhar deedaaye
nam naak mein lehraate rahe
saans kiii tarah se
aap aate rahe jaate rahe
shab ke jaage huye
taaron ko bhi neend aane lagii
hye!aapke aane ki
ek aas thi ab jaane lagi
shab ke jaage huye
taaron ko bhi neend aane lagi
khush thay hum apni
tamannaon ka khwab aayega
khush thay hum apni
tamannaon ka khwab aayega
nazarein neechi kiye
sharmaye huye aayega
kaakule huye chehre pe
bikhraaye huye aayega
kaakule huye chehre pe
bikhraaye huye aayega
pattiyaan khadki to
hum samjhe ke aap aa hi gaye
hye! sajd e masood ki
mabood ko hum paa hi gaye
shab ke jaage huye
taaron ko bhi neend aane lagi hye!
aapke aane ki
ek aas thi ab jaane lagi
subah ne se jisey
uth te huye li angdaayee
subah ne se jisey
uth te huye li angdaayee
aye subah tu bhi jo
aayee to akelii aayi
meri mehboob meri
hosh udaane wali
meri masjood meri
rooh pe chaaney wali
aa bhi jaa taake hye!
mere sajdon armaan nikle
aa bhi jaa taake
tere qadmon pe meri jaa(n) nikle
shab ke jaage huye
taaron ko bhi neend aane lagii hye!
aapke aane ki
ek aas thi ab jaane lagi
raat bhar deedaye
nam naak mein hum lehraate rahe
saans ki tarah se
aap aate rahe jaate rahe