Hmm... Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo...
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo... aahahahaa...
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo... aahahahaa...
Zara sa jo door gaye
To daude daude paas
Tumhaare aaye
Yaad tumhaari haaye hamari
Jaan hi na le jaaye
Chhup jaao tum meri in baahon mein
Mar ke bhi na hum bichde
in raahon mein...
Vaada hum ne bhi kiya hai
Vaada tum ne bhi kiya hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo...
aahahahaa...
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo...
aahahahaa...
Na yeh hum jaane na tum
Jaane ek duje ke hum deewane
Likh diye pyaar ne aankhon
Aankhon mein dil ke afsaane
Jab mile hai hum mile hai anjaano se
Ab milenge hum lekin deewano se...
Hum tum mein jo silsila hai
Sara shaher jaanta hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo... aahahahaa...
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo... aahahahaa...
Dil mein dard sa jaga hai
Kaanta sa kahin laga hai
Mohabbat yeh nahin to kya hai
oohohoo...
oohohoo...
aahahaa...
aahahaa...
oohohoo...
oohohoo...
hahahaahaa...