F] Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukde hain
Haa dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Tu hi meri subah, tu hi meri shaam hain
Tu hi meri duniya, tu hi meri jaan hain
Aaaa....aaaaa
Aaaa....aaaaa
M] Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukde hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Tu hi meri subha, tu hi meri shaam hain
Tu hi meri duniya, tu hi meri jaan hain
F] Le ke angdaayiya, shabaab ki tarah
Khilne lagi main, gulaab ki tarah
Mausam nasheela hai sharaab ki tarah hai
Le ke angdaayiya, shabaab ki tarah
M] Oo leke tujhe baahon mein
Ghoomta phiru~
Baalon ko gaalon ko, choomta phiroon~
Dil mera chahe yuhi, jhumta rahu
Jhumta rahu tuje, choomta rahu~
F] Tu hi bekaraari Meri
Tu hi karaar hain
Mera jeena marna ab se
Tere hi naam hain
M] Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukde hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
F] Dil ke sau tukade hain
Har tukde pe tera naam hain
M] Jabtak hai aankhe, tujhe dekhta rahu
Jabtak hai sanse, tujhe sochata rahu
Mandir me dil ke tujhe poojta rahu~
Jabtak hai aankhe, tujhe dekhta rahu
F] Dekhu kise mai tujhe, dekhne ke baad
Chahu kise mai tujhe, chahne ke baad~
Pooju kise mai tujhe, poojne ke baad
Lab pe tera naam rahe, dil mai teri yaad~
M] Tere siva koi nahi mera jahaan mai
Kudrat se paya hai jo, tu wo inaam hai
F] Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukde hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
M] Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Tum bachoge kis tarah
Kya ye aasaan kaam hain
Dil ke sau tukde hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain
Dil ke sau tukde hain
Har tukde pe tera naam hain.