? Movie: Aa Ab Laut Chalen (1999) ?
? Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu ?
F:) Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumaar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumaar Mein Hoon
Tu Aake, Jaa Chuka Hai,
Main Intezaar Mein Hoon
M:) Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumar Mein Hoon
Tu Aake Jaa Chuki Hai,
Mein Intezar Mein Hoon
F:) Yeh Kaisi Mulakat,
Main Kis Khumaar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai
F:) Kabhi Sharmaaoun,
Kabhi Ghabaraaoun
Kabhi Anjaane, Gale Lag Jaaoun
Haan, Kabhi Sharmaun,
Ho Kabhi Ghabaraun
Kabhi Anjaane, Gale Lag Jaaoun
M:) Hey Yeh Kya Masti Hain
Yeh Kya Alaam Hai
Humein Behekaaye
Kaisa Mausam Hai
F:) Yun Fiza Mein Lag Raha Hai
Main Bahaaar Mein Hoon
M:) Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumaar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai
? Music: Nadeem - Shravan ?
? Lyrics: Sameer ?
M:) Hey Jise Mein Chahoon,
Wo Dil Jaani Tu
Tera Raja Main, Haan Meri Rani Tu
Hey Jise Main Chahoon,
Wo Dil Jaani Tu
Tera Raja Main, Haan Meri Rani Tu
F:) Haan Naya Joda Hai, Nayi Saadi Hai
Nayaa Bangla Hai, Nayi Gaadi Hai
Deewani Main Na Khudke,
Ikhtiyaar Mein Hoon
M:) Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumar Mein Hoon
Tu Aake Jaa Chuki Hai,
Mein Intezaar Mein Hoon
F:) Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumaar Mein Hoon
Tu Aake Jaa Chuka Hai,
Main Intezaar Mein Hoon
Yeh Kaisi Mulaqaat Hai,
Main Kis Khumar Mein Hoon.