Kaho na kaho, yeh aankhen, bolti hai
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, yeh sahaara hai
Vafa ke, saahilon ka yeh kinaara hai
M2 Kaho na kaho, yeh aankhen, bolti hai
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, yeh sahaara hai
Vafa ke, saahilon ka yeh kinaara hai
M3 Baadelon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
M1 Baadelon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
M2 Kamalli ma aa, wala khatta baid 'am
Niki aldi hawa, kamalli ma aa
Kamalli, ba’ali uffal dii walaa bansaa
Kamalli wahiishmillau hantaa
Banu wayyaa..
M3 Kaho na kaho, yeh aankhen bolti hai
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, tu hamaara hai
Andhere, raaston ka tu sitaara hai
M1 Kamalli habiibi makhtaa dilai
ilayya 'anayya bindaa ilai
Wilauhu walayla kulli ku
Yakuniya habiibi mahtaa dillai'
ALL Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dill ne pukaaraa hai
M1 He he , he he
M2 He he , he he
M3 Kaho na kaho, yeh sansein, bolti hai
O sanam o sanam, o mere sanam
Labon pe, naam tere, bas hamaara hai
Yeh tera, dil bhi jaana hamaara hai
ALL Kaho na kaho, yeh aankhen, bolti hai
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, yeh sahaara hai
Vafa ke, saahilon kaa yeh kinaara hai
M1 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
M2 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
M3 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
ALL Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
Please Like This Track Thank You