Song :Jaana Tere pyaar mein
Singer: Amir Jamal
Movie: Murder
Jaana tere pyaar mein mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon ka
deewaana ho gaya
Jaana tere pyaar mein mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon ka
deewaana ho gaya
Tere dum se aayi hai
mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala huwa
hai mere dil ka yeh diya
O jaana aa jaana o meri jaane jaana
O jaana aake dekh yeh mere ishq inteha
Mera dil yeh duwa kare,
yeh milan ho sada
Tere rang se saji rahe mere ghar ki faza
Meri shyam yuun saji rahe
jara khul ke muskura
Teri dilkashi ka raaj
kya, jara mujhko yeh bata
O jaana aa jaana o meri jaane jaana
O jaana aake dekh yeh mere ishq inteha
Tu jo saamane aa gayi,
mera dil toh chala
Tujhe bas takata raha kaha hosh raha
Tere aaspaas raha karu
mere dil ne yeh kaha
Mujhe yeh bata ke main kya
karu, mera dil bas kho gaya
O jaana aa jaana o meri jaane jaana
O jaana aake dekh yeh mere ishq inteha
Jaana tere pyaar mein mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon ka
deewaana ho gaya
Tere dum se aayi hai
mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala huwa
hai mere dil ka yeh diya
O jaana aa jaana o meri jaane jaana
O jaana aake dekh yeh mere ishq inteha
Thankq so much