Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
M2 Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
M3 Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehchaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
M1 Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehchaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
M2 Kamalli ma’aa wala hatta’ baidiam
Niki aldi hawa
Kamalli maaa Kamalli b’ali uffal
Di walaa bansaa
Kamalli waa hishmillah hataa banu wayyaa
M3 Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
M2 Kamalli habibi mahta dilai
I’layya anayya bindaa ‘ilai
Wilaha walayla kulli ku
Yakuniya habibi mahta dillai
M1 Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai
ALL Heeeyyy...Heyyyyyyy...Heyyyy...
Heeeyyy...Heyyyyyyy...Heyyyy...
M3 Kaho na kaho
Yeh saansein bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana tu hamaara hai
M2 Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam
O mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
M1 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
M3 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
M2 Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
ALL Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai