Kaho na kaho, yeh aankhein bolti hai
O sanam o sanam
O mere sanam,
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Wafa ki saahilon ka
Yeh kinaara hai
Kaho na kaho, yeh aankhein bolti hai
O sanam o sanam
O mere sanam,
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Wafa ki saahilon ka
Yeh kinaara hai
Baadalon se unchhi udaan unki,
Sabse alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani manjur
Aati jaati saanson ki rawaani manjur
Baadalon se unchhi udaan unki,
Sabse alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani manjur
Aati jaati saanson ki rawaani manjur
Tamally maak
We law hata ba eed anny,
Fe alby hawak.
Tamally maak
Tamallyf baly uf alby wala bansak
Tamally waheshny, low hata
Banu waiyak
Kaho na kaho ye aankhe bolti hai
O sanam o sanam
O mere sanam, mohabbat ke safar mein
Tu hamaara hai
Andhere raaston ka tu sitaara hai
Tamally habibi mahtadilak
Ilayya alayya men dailak
We law hawala lakun li kul
Bardo ya habibi mahtagdilak
Tu hi jine ka sahaara hai,
Meri maujo ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu,
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho ye sansein bolti hai
O sanam o sanam
O mere sanam,
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
Kaho na kaho ye sansein bolti hai
O sanam o sanam
O mere sanam,
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
Khaabon mein tujhako sawaara hai,
Jasbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhein jidhar dekhe,
Tera hi tera najaara hai
Khaabon mein tujhako sawaara hai,
Jasbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhein jidhar dekhe,
Tera hi tera najaara hai
Khaabon mein tujhako sawaara hai,
Jasbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhein jidhar dekhe,
Tera hi tera najaara hai
Khaabon mein tujhako sawaara hai,
Jasbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhein jidhar dekhe,
Tera hi tera najaara hai