menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

YEH ZAMEEN GA RAHI HAI

Amit Kumarhuatong
pattiurzhuatong
歌詞
作品
Hohoo hoo hai hai hai

Hooooo hooooooooooo

Yeh jamin ga rahee hai,

Aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

Aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Shaukh kaliyo ke ghunghat

Sarkane lage hai

Shaukh kaliyo ke ghunghat

Sarkane lage hai

Mast phulo ke dil bhee

Dhadakane lage hai

Yeh bahaaro kaa dilkash sama ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

Aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai

Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai

Pyaar ki umar shayad karib aa rahee hai

Mera dil pyaar kee yeh

Dastaan ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

Aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Bhul kar raah koyee hasin aa na jaye

Bhul kar raah koyee hasin aa na jaye

Iss jagah koyee parada nashee aa na jaye

Iss jagah aaj ek naujawan ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

Aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara,

Jahan ga raha hai

更多Amit Kumar熱歌

查看全部logo

猜你喜歡

YEH ZAMEEN GA RAHI HAI Amit Kumar - 歌詞和翻唱