Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam o mere sanam
Mohabbat k safar main yeh sahaara hai
Wafa k saahilon ka yeh kinaara hai
Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam o mere sanam
Mohabbat k safar main yeh sahaara hai
Wafa k saahilon ka yeh kinaara hai
Baadlon se oonchi uraan unki
Sab se alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Baadlon se oonchi uraan unki
Sab se alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Tamalli moaaan
Walaaooo haa taaba idda inni fee albi hawaan
Tamalli mauaaan
Tamallli wali uff alvi wala bansaan
Tamalli wa hi ishni lo hatta bano yaan
Kaho na kaho
Yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam o mere sanam
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
Andhere raaston ka tu sitaara hai
Kamalli habibi mah'ta dilai
I'layya 'anayya bindaa 'ilai
Wila'ha walayla kulli ku
Yakuniya habibi mahta dillai
Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
(Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai