menu-iconlogo
logo

Khushiyan Aur Gham

logo
歌詞
Khushiyan aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Zindagi kya kehti hai

Khushiyan aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Zindagi kya kehti hai

Apni khabhi to khabhi ajanebi

Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi

Lageti hai ye to

Khushiyan aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Zindagi kya kehti hai.

Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai

Ye zindagi to rab ki duaa hai

Chud ke kisi ne isko dekha khabhi na

Ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.

Khushiya.n aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Zindegi kya kehti hai.

Ha ha ha haa

Mm mm mm mmm

Mann se kaho.n tum

Mann ki suno tum

Mann meet koi mann ka suno tum

Kuch bhi kahegi duniya

Duniya ki chudo.

Palko mei.n sajaake jhilmil

Sapane bano.n tum.

Khushiyan aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Zindegi kya kehti hai

Apni khabhi to khabhi ajanebi

Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi

Lageti hai ye to

Khushiya.n aur ghum sehte hai

Khushiya.n aur ghum sehte hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Phir bhi ye chup rehati hai

Abtak kisi ne na jaana

Abtak kisi ne na jaana

Zindegi kya

Zindegi kya kehti hai

Khushiyan Aur Gham Anuradha Paudwal/ Udit Narayan - 歌詞和翻唱