menu-iconlogo
huatong
huatong
arijit-deyenglish-chand-sifarish-cover-image

CHAND Sifarish

Arijit Dey/Englishhuatong
moulinrouge_59huatong
歌詞
作品
Teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de

Teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de

Aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa

Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

Zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa

Hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum

Dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum

Hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa

Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

Teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de

Teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de

Aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa

Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata

Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata

Zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa

Subhaan allaah subhaan allah subhaan allah

更多Arijit Dey/English熱歌

查看全部logo

猜你喜歡