Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Mitti ki hai jo khushboo
Tu kaise bhoolayega
Tu chaahe kahin jaaye
Tu laut ke aayega
Nayi nayi raahon mein
Dabi dabi aahon mein
Khoye khoye dilse tere
Koyi ye kahega
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Tujhse zindagi
Hai ye keh rahi
Sab toh paa liya
Ab hai kya kami
Yun toh saare
Sukh hai barse
Par door tu hai
Apne gharse
Aa laut chal tu
Ab diwaane
Jahaan koyi toh
Tujhe apna maane
Awaaz de tujhe bulaane
Wahi des
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Ye pal hai wahi
Jis mein hai chhupi
Koyi ek sadi
Saari zindagi
Tu na poochh
Raaste mein kaahe
Aaye hain is
Tarha do raahein
Tu hi toh hai
Raah jo sujhaaye
Tu hi toh hai
Ab jo ye bataaye
Chaahe toh kis disha mein
Jaaye wahi des
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta
Ye jo des hai tera
Swades hai tera
Tujhe hai pukaara
Ye woh bandhan hai
Jo kabhi toot nahin sakta