menu-iconlogo
huatong
huatong
ashu-shukla-har-ek-pal-cover-image

Har Ek Pal

ashu shuklahuatong
prettymusic88huatong
歌詞
作品
Main ghadi-ghadi hoon sochta

Kitni ye haseen raat hai

Hai shaam ka asar ye

Ya tumhare aane ki baat hai?

Hain bahut si baatein kehne ko

Dil ye hausla juta raha

Suni-suni si baatein lagti hain

Par ye mere dil ka haal hai

Har ek pal ka waada, sanam

Jo tere sang main bitaunga

Saath chalein jo hum ek sang

Main saari khushiyan le aaunga

Khwaahishein meri hain tujhse hi

Teri har baat mein raaz hai (whoa)

Zid ye meri hai, maan lo

Tera mujhse ikraar hai

Hain bahut si baatein kehne ko

Dil ye hausla juta raha

Suni-suni si baatein lagti hain

Par ye mere dil ka haal hai

Har ek pal ka waada, sanam

Jo tere sang main bitaunga

Saath chalein jo hum ek sang

Main saari khushiyan le aaunga

更多ashu shukla熱歌

查看全部logo

猜你喜歡