Chhupana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata..
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata..
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi, nahi aata
Chhupana, bhi, nahin aata
Jatana, bhi, nahin aata
Hey Heyyyyyyy
Heyy
Ha haaaaaaaa
Haaa
Ha..
La..
Laa..
Hatheli par tumhara naam
Likhte hai
mitate hai
Hatheli par tumhara naam
Likhte hai
mitate hai
Tumhi se pyaar, karte hai
Tumhi se, hi kyon chupate hai
Tumhi se, hi kyon chupate hai
Juban pe baat hain lekin
Sunana hi nahin aata
Hume tumse
mohabbat hai
Batana bhi, nahi aata
Chhupana, bhi, nahin aata
Jatana, bhi, nahin aata
Mohabbat kaise
karte hai
Koi toh humko, samjhaye
Mohabbat kaise
karte hai
Koi toh humko, samjhaye
Kahin aisa na ho ke
Pyar bin, Umr kat jaaye
Pyaar bin umr kat jaaye
Tum se, milne ka koi
Bahana, bhi nahi aata
Hume tumse, mohabbat hai
Batana, bhi nahi aata
Chhupana, bhi, nahin aata
Jatana, bhi, nahin aata
Chori chori
chupke chupke
Tumko dekha karte hai
Hey..Chori chori
chupke chupke
Tumko dekha karte hai
Haale dil sunane se
Na jane kyon darte hain
Na jane kyon darte hain
Kitna pagal dil hai mera
Manana bhi nahi aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana, bhi nahin aata
Jatana, bhi, nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata