Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan toh saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayri ye saari meri
Baaton ki hai
Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan toh saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayri ye saari meri
Baaton ki hai
Kya hua jo tera pyaar mere naam na
Kya hua jo tera dil me ab makaan na
Kismatien ye saari Haathon ki hai
Nafratien mile toh humse jaana pyaar lo
Jo bhi keh rha hoon uspe thoda dhyaan do
Tu hi kehti thi tu saath me rahegi
Hai yakeen na toh pooch le zabaan ko
Aankhien moondu lage saamne khadi hai tu
Lagta jaise apne aap se ladi hai tu
Khuli kitaab jaisi ghoomti tu saamne
Lekin mere ander ek raaz si basi hai tu
Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan toh saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayri ye saari meri
Baaton ki hai
Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan ye saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayari ye saari meri
Baaton ki hai
Naam ke tere
Hai mujhko toh sabar nahi
Mai dekhta hi jaara
Mujhko toh sabar nahi
Kabar me hi
Leke jaara saari baatien teri
Badal rehte chup ab vo rahe baras nahi
Taraste me khwaab
Samajhte saari baat
Laakh baar kari koshish mujhe milta nahi hai chance
Vo ho jati naraaz, Mai toh karta nahi mazaak
Ektarfa khadi tu dusri taraf hai samaaj
Yeah
Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan toh saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayari ye saari meri
Baaton ki hai
Naam Tera hai hi kya
Mujhko toh khabar nahi
Galtiyan ye saari unn
Raaton ki hai
Zindagi toh chal rahi
Mai magar thama hua
Shayari ye saari meri baaton ki hai