Chutkule se lagti hai yeh
Zindagi tere bin
Baatein teri mandarayein
Kaano mein bheen-bheen
Dhoondu hawaon mein mein
Tere hi pad-chin
Pagli na ho jaun mein
Dikhtein hain lakshan
Dil ko mein samajhati hoon
Phir bhi dukhe kyuuun?
Baatein mein karna chahun
Par woh kare mooh
Thamte nahi hai teri yaadon mein aansoo-oon
Par meri is haalat se tu bekhaabar kyun
Tujhe meri yaadein kyun nahi aati
Tujhe meri yaadein kyu nahi aati
Peetha hoon goot mein pal-pal
Kadwaa yeh ghum kaa
Maangu Khudaa se de-de
Ladne ki kshamata
Khud ko tujhe sopaa tha
Jaana kya kam tha
Woh pal bitaye sang jo
Sab kya bharum tha?
Bechain bebas khud se
Rutha mein ghoomu
Tujh pe mein cheekhun ya phir
Maathe ko chumu
Chahoon bhoolana tujhko hota hoon naakaa-aam
Kaise tu kar leti hai soche dil hairaan
Tujhe meri yaade-ein kyun nahi aati
Tujhe meri yade-ein kyu nahi aati
Tujhe meri yaadein kyun nahi aati
(kyun nahi aati)
Tujhe meri yaadein (Tujhe meri yaadein)
Kyun nahi aati (kyun nahi aati)