Singer : Gulomjonov Kakhramon ( UZBEKISTANI)
HAVAS GUHURI (White Envy)
Original Singer : Mukesh
##################
1)Awara hoon....
Awara hoon....
Ya gardish mein hoon Aasman ka tara hoon..
2) Awara hoon.....
Awara hoon......
Ya gardish mein hoon Aasman ka tara hoon..
Both) Awara hoon......
**Track by Dr Ringco Pukhrambam, follow my ID 13360755023 for more tract*
#################
1) Ghar-baar nahin, sansar nahin
Mujhse....kisi ko pyar nahin
Mujhse....kisi ko pyar nahin
#############
Us paar kisi se milne ka iqrar nahin
Mujhse...kisi ko pyar nahin
Mujhse....kisi ko pyar nahin
Sunsan nagar anjaan dagar ka pyara hoon
2) Awara hoon.....
Awara hoon
Ya gardish mein hoon Aasman ka tara hoon..
Awara hoon..
**Track by Dr Ringco Pukhrambam, follow my ID 13360755023 for more tract*
################
2) Aabaad nahin, barbaad sahi
Gata khushi ke geet magar
Gata khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
############
1)Duniya.. aa.. aa..
Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka mara hoon~~~
##########
Both)Awara hoon....
Awara hoon. .
Ya gardish mein hoon Aasman ka tara hoon..~~
1) Awara hoon.....
2)Awara hoon.....
Both) Awara hoon.