hum naa sunenge ik bhee teri
bas ab aur bahaana nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
ye raat baaqee hai
abhee baath baaqee hai
neend tuje aa jae to
banhon mein so jaanaa yaheen
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
aasamaan mein hain baadal thode se
ho rahe hain hum paagal thode se
aaj is raat mein bhigen barasaat mein
donon ik saath mein, o-re, piya
kuch mat bolo, zulfen kholo
haath mein rakh do haath, piya
zaraa paas to aao
meri pyaas bujhaao
kehne lagaa hoon aaj main jo
jaake kisi ko bataana nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
paas yoon aake saansein kaanpe
gahari aankhen, uf, ye teri!
laage mujko chhukar tujko
jaaegee, haay, jaan meri
sau jind vaaruun, tujko sanwaaruun
chaand utaaruun tere liye
soona ghar hai, kis ka dar hai?
hai too yahaan par mere liye
ho jaaen, aa, paagal
beqaabu hai Sagar
rahana hai tere dil mein muje
mera koyi aur thikaana nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
uth ke kaheen bhee jaanaa nahin
tab tak jab tak main naa kahoon
...jaanaa nahin