menu-iconlogo
huatong
huatong
ghulam-mustafa-qadri-ya-nabi-nazre-karam-farmana-cover-image

Ya Nabi Nazre Karam Farmana

Ghulam Mustafa Qadrihuatong
schlingerorihuatong
歌詞
作品
Nabi nabi nabi nabi

Ya nabi ya nabi

Ya nabi nazre karam farmana

Ya nabi nazre karam farmana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Zahra paak ke sadqay

Hami sadukko dine bulwana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aap ke dar ka hun mein bhikari

Aap hain mere daata

Aap ke dar ka hun mein bhikari

Aap hain mere daata

Saare rishte naato se hai

Piyara apna naata

Aap to hain aata hai jinko

Sab ki laaj nibhana

Sab ki laaj nibhana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Saj gayi hai milad ki mehfil

Kya hai khoob nazaara

Saj gayi hai milad ki mehfil

Kya hai khoob nazaara

Kaif o masti main dooba hai

Dekho aalam saara

Dhoond rahi hai aap ki rehmat

Bakhshish ka bahaana

Bakhshish ka bahaana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Sahara batukki sadukke

Hum satukke dinu bulana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Be saya hain lekin do jag

Par hai aap ka saaya

Be saya hain lekin do jag

Par hai aap ka saaya

Arshe mualla bana muhalla

Deed ko rab ne bulaya

Hashr talak na hoga kisi

Ka aesa aana jana

Ka aesa aana jana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Mere aaka pyaare aaka

Nazarekka rum farumano

Eke barume sjivannume

Devannu karutekkilavo

Talapuna haagai

Haritham hakka

Aapukka e dewana

Aapukka e dewana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Sahara batukki sadukke

Hum satukke dinu bulana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Sarukkoka takke garukome takkal

Kehatte te mere molaa

Sarukkoka takke garukome takkal

Kehatte te mere molaa

Asukaru tekkaru akupal tekkkal

Kehatte te mere molaa

Aataru mujukko pyaare nana

Aapukka deen bachaana

Aapukka deen bachaana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Nisbat ka faizan hai dekho

Khadim e ghous e jali hoon

Nisbat ka faizan hai dekho

Khadim e ghous e jali hoon

Karta hai mujh pe naaz zamana

Main ausaaf e ali hoon

Aap ki aal ke dar k sag hun

Saail hun purana

Saail hun purana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana nana

Sahara batukki sadukke

Hum satukke dinu bulana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

Aye hasnain ke nana

更多Ghulam Mustafa Qadri熱歌

查看全部logo

猜你喜歡