Om jai jagadish hare
Swami jai jagadish hare
Bhakt jano ke sankat
Das jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om jai jagadish hare
Jo dhyaave phal paave
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar ave
Sukh sampati ghar ave
Kasht meete tan ka
Om jai jagadish hare
Maat pita tum mere
Sharan kahoon kiski
Swami sharan kahoon kiski
Tum bin aur na duza
Tum bin aur na duza
Aas karoon jiski
Om jai jagadish hare
Tum puran paramatma
Tum antaryami
Swami tum antaryami
Paar brahm parameshwar
Paar brahm parameshwar
Tum sab ke swami
Om jai jagadish hare
Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main murakh khalakhami
Main sevak tum swami
Kripa karo bharta
Om jai jagadish hare
Tum ho ek agochar
Sab ke praan pati
Swami sab ke praan pati
Kis vidh milu dayamaya
Kis vidh milu dayamaya
Tum ko main kumati
Om jai jagdish hare
Deen bandhu dukh harta
Thakur tum mere
Swami rakshak tum mere
Apne haath uthao
Apni sharan lagao
Dwaar pada tere
Om jai jagadish hare
Vishay vikaar mitaao
Paap haro dewa
Swami paap haro deva
Shradha bhakti badhao
Shradha bhakti badhao
Santann ki sewa
Om jai jagadish hare
Tan man dhan prabhu mera
Sab kuch hai tera
Swami sab kuch hai tera
Tera tumko arpan
Tera tumko arpan
Kya laage mera
Om jai jagadish hare
Om jai jagadish hare
Swami jai jagadish hare
Bhakt jano ke sankat
Das jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om jai jagadish hare
Om jai jagadish hare
Om jai jagadish hare