menu-iconlogo
logo

Sirf Tum

logo
歌詞
Yeh zameen aasman yeh sadi yeh jahan

Yeh chaman yeh fiza kuchh rahe na rahe

Pyar to hamesha rahega

Pyar to hamesha rahega

Mere dil mein kaun hai

Dhadkanon mein kaun hai

Kaun hai nazar mein

Sirf tum sirf tum sirf tum

....

Aankhon se milti hain aankhein

Ho jaati hain dil ki saari baatein

Betaabi mein din kat te hain

Karavat lekar kat ti saari raatein

Harpal badhta jaaye ismein aisa hai nasha

Dil ne yeh pukara aur deewanon ne kaha

Pyar to hamesha rahega

Pyar to hamesha rahega

....

Na duniya ki daulat maangein

Na chaandi maangein na maangein sona

Jaati dharam mazhab na maane

Ho jata hai jab jis se hai hona

Vedon mein likha hai aur granthon mein padha

Sabne hai yeh mana aur sabko hai pata

Pyar to hamesha rahega

Pyar to hamesha rahega

Mere dil mein kaun hai

Dhadkanon mein kaun hai

Kaun hai nazar mein

Sirf tum sirf tum sirf tum

Yeh zameen aasman yeh sadi yeh jahan

Yeh chaman yeh fiza kuchh rahe na rahe

Pyar to hamesha rahega

Pyar to hamesha rahega

Pyar to hamesha rahega

Sirf Tum Hariharan/Anuradha Paudwal - 歌詞和翻唱