menu-iconlogo
huatong
huatong
himesh-reshammiyasalman-ali-tumheinn-apna-banaana-hai-cover-image

Tumheinn Apna Banaana Hai

Himesh Reshammiya/salman alihuatong
miatav8huatong
歌詞
作品
Naa din mein chain naa raat ko aaram

Subah sham bas tera hi naam

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumse ishq nibhana hai

Tumheinn apna banaana hai

Tumheinn apna banaana hai

Tere bina hai jeena mera hai bewajah

Meri aashiqui ka hai tu aasra

Aye yaara jabse tu hai mujhko mila

Bas teri yaadon ka hai silsila

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

Woh teri meri mulaaqaton ka mausam

Jaata nahi hai mere dil se wo aalam

Banke nishani jal raha hai seene mein

Har pal tera ishq ae mere humdam

Tere vaaste hai meri arziyan

Hai tujhse hai meri saari manmarziyan

Tere hi liye meri sargosiyan

Tu karde mukkamal meri yaariyan

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

Teri gali mein jabse duniya basaayi

Aankhon mein saagar nami dil pe hai chhayi

Bhujh na sakega teri yaadon ka laava

Saanson mein khusboo teri hai samaayi

Meri ye tadap yeh meri tishnagi

Hai tujhse hi ab toh meri bandgi

Zara jhaank ke dekh le dil mein tu

Nazar aayegi meri deewangi

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe dil mein basana hai

Tumhe apna banaana hai

Tumhe apna banaana hai

更多Himesh Reshammiya/salman ali熱歌

查看全部logo

猜你喜歡