Pehli dafa
Ye Kya Hua
Is tarah
Befikr sa ho gaya
Tere khwabon mein khoya sa
Soya sa kabhi jaga
Mein is tarah
Besabr sa ho gaya
Tera hua
Kyun is tarah
Tera hua
Dil mera kho gaya
Kyun in dinon mein
In raaton mein
Baaton main
Mulakaaton mein
Is tarah
Be sabr sa ho gaya
Tera Hua
Kyun is tarah
Tera hua
Dil mera kho gaya
Majboor hone laga
Kyun Dil Mera
Mujh par fitoor hai tera
Dil ka kasoor Kya
Na mujhko pata
Khone laga ye Dil
Kyun is tarah
Tera hua
Kyun is tarah
Tera hua
Dil mera kho gaya
Tera Hua
Dil Mera
Tera Hua