Darr darr ke jeera hu kabse main jaanu na
Dhaaga yeh toote na rab se main mangunga
Seekha hai bachpan se kismat pe kaabu na
Par jo hone wala woh toh main chahu na
Kya yeh saza
Wo denge karmo ki mere
Mai kese sahunga khuda
Mere ilaah
Mere kareeb tu par ilm mujhko doori ka
Tere naseeb mein toh main hi bas zaroori tha
Mujhe na yeh batana kese tere bin rahu
Mujhe bata de tu bahana majboori ka
Haan, kya hua?
Jinke bichadne pe hoti thi yu hi barsaat
Ab woh hi na karte hai baat
Toh kare sulaah, kese bata?
Jaane na jaane mein hui thi yu mulaqaat
Ab rehke bhi paas nhi wo saath
Fanaa, Mai hua
Sochu mai din bhar ki tera mai hokar bhi
Tera na ho saka, kyu bata?
Lage bhane tujhe kyu dooriyan
Sifar me paake tujhko
Wajah tha mai hasi ka
Na ab mai hu wajah wo
Toh banta mai na beena
Nihaaru mai tujhko pukaaru mai tujhko
Kese dikhu acha sudharu mai khudko
Ki shayad se karlegi wapis se pyaar
Par nafrat na karna sanwaru mai tujhko
Basa lu mai rooh na fir beete peher
Banaye the ghar saara toote sheher
Maafi dedena mujhko jo aye taras
Ya fir jaane se pehle dedena zeher (dedena zeher)
Fir kya haan, kya hua?
Jinke bichadne pe hoti thi yu hi barsaat
Ab woh hi na karte hai baat
Toh kare sulaah, kese bata?
Jaane na jaane mein hui thi yu mulaqaat
Ab rehke bhi paas nhi wo saath
Fanaa, Mai hua
Sochu mai din bhar ki tera mai hokar bhi
Tera na ho saka, kyu bata?
Lage bhane tujhe kyu dooriyan