menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Oh Oh Jane Jaana (Short Ver.)

Kamal Khanhuatong
stchapelhuatong
歌詞
作品
I love you all...

Doston, na koi manzil hai

Na koi saathi hai

Phir bhi nikal pada hoon ghar se

Shaayad iski talaash hai

Wohi saathi hai, wohi manzil hai

Hit it !...

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam..

Mere khaab mere, khayalon ki rani

Kisi din banegi, humari kahani

Mere khaab mere, khayalon ki rani

Kisi din banegi humari kahani

Aye meri bekhudi

Ye kasam maine li

Pyar mein, ek din

Meri jaan, tujhe, hai paana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapnon mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

O o jaane jaana

Dhoondhe tujhe deewana

Sapno mein roz aaye

Aa zindagi mein aa na sanam

更多Kamal Khan熱歌

查看全部logo

猜你喜歡

Oh Oh Jane Jaana (Short Ver.) Kamal Khan - 歌詞和翻唱