ek aankh marun to
are ek aankh marun to
parda hat jaaye
dooji aankh marun
kaleja kat jaaye
ek aankh marun to
parda hat jaaye
dooji aankh marun
kaleja kat jaaye
donon aankhein marun to
chhori patt jaaye
chhori patt jaaye
donon aankhein marun to
chhori patt jaaye
chhori patt jaaye
bhankas
ek aankh marun to
rasta ruk jaaye
dooji aankh marun
zamaana jhuk jaaye
ek aankh marun to
rasta ruk jaaye
dooji aankh marun
zamaana jhuk jaaye
donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye
ho donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye
ye bhankas
kuchh meethi kuchh khatti
baatein hain atpati
teri angooron ke jaisi
nat khatti nat khatti
chat patti chat patti
jawaani mirchi ke jaisi
kuchh meethi kuchh khatti
baatein hain atpati
teri angooron ke jaisi
haye nat khatti nat khatti
chat patti chat patti
jawaani mirchi ke jaisi
honthon pe mirchi jo
rukh lega tu
sarr se jo ek baar
chakh lega tu
yauvan pe chalta
nahin kabu
sholon se khelenge
main aur tu
ek aankh marun to
rasta ruk jaaye
dooji aankh marun
zamaana jhuk jaaye
donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye
ho donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye
beej aur paani milen to jawaani
aa jaaye kheton pe aise
hum tum milenge to
milte rahenge
lehrayenge faslon ke jaise
beej aur paani milen to jawaani
aa jaaye kheton pe aise
hum tum milenge to
milte rahenge
lehrayenge faslon ke jaise
ganne ke kheton mein
main aur tu
sunenge koyal ki kukuku
tu ho mere main tere ru ba ru
chhup chhup ke
donon karein guftagu
are
ek aankh marun to
parda hat jaaye
dooji aankh marun
kaleja kat jaaye
donon aankhein marun to
chhori patt jaaye
chhori patt jaaye
donon aankhein marun to
chhori patt jaaye
chhori patt jaaye
ek aankh marun to
rasta ruk jaaye
dooji aankh marun
zamaana jhuk jaaye
donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye
ho donon aankhein marun to
chhora patt jaaye
chhora patt jaaye ho
chhori patt jaaye
ho chhora patt jaaye ho
chhori patt jaaye
ho chhora patt jaaye