Hey, tumne kabhi kisi se pyaar kiya? 
Kabhi kisi ko dil diya? 
Maine bhi diya! 
La la la la, la la la la 
La la la la, la la la la 
La la la la, la la la la 
La la la la, la la la la 
Meri umar ke naujawaanon 
La la la la, la la la la 
Dil na lagaana o deewanon 
La la la la, la la la la 
Ae meri umar ke naujawaanon 
Dil na lagaana o deewanon 
Maine pyaar karke 
Chain khoya, neend khoyi 
Arre jhooth to kehte nahin hai 
Kehte nahin hai log koi 
Ae, pyaar se badhkar nahin hai 
Badhkar nahin hai rog koi 
(Chalta nahin hai dil deke yaaron 
Is dil pe zor koi) - 2 
Is rog ka nahin hai ilaaj 
Duniya mein aur koi 
To gaao om shaanti om 
Shaanti shaanti om 
Om shaanti om, shaanti shaanti om 
Om shaanti om 
Shaanti shaanti om 
Om shaanti om, shaanti shaanti om 
Hey, maine kisi ko dil deke kar li 
Raatein kharaab dekho 
Maine kisi ko dil deke kar li 
Raatein kharaab dekho 
Aaya nahin abhi tak udhar se - 2 
Koi jawaab dekho 
(Woh na kahenge to khudkashi 
Bhi kar jaaoonga main yaaron) - 2 
Woh haan kahenge to bhi khushi se 
Mar jaaonga main yaaron 
To gaao om shaanti om 
Shaanti shaanti om 
Om shaanti om, shaanti shaanti om 
(Jo chhup gaya hai pehli nazar ka 
Pehla salaam lekar) - 2 
Har ek saans leta hoon ab main 
Uska hi naam lekar - 2 
(Mere hazaaron deewane 
Ab main khud ban gaya deewana) - 2 
Yeh waqt tumpe aa jaaye pyaar mein 
To yeh geet gaana 
Sing om shaanti om 
Shaanti shaanti om 
Om shaanti om, shaanti shaanti om 
Meri umar ke naujawaanon 
Dil na lagaana o deewanon 
Maine pyaar karke 
Chain khoya, neend khoyi 
Arre jhooth to kehte nahin hai 
Kehte nahin hai log koi 
Ae, pyaar se badhkar nahin hai 
Badhkar nahin hai rog koi 
Chalta nahin hai dil deke yaaron 
Is dil pe zor koi 
Is rog ka nahin hai ilaaj 
Duniya mein aur koi 
To gaao om shaanti om 
Shaanti shaanti om 
Om shaanti om, shaanti shaanti om 
Om 
Shaanti om 
Om 
Shaanti om 
Om 
Shaanti om 
Om 
Shaanti om 
Om shaanti 
Shaanti om 
Om shaanti 
Shaanti om 
Om shaanti 
Shaanti 
Om shaanti om shaanti om 
Om shaanti om