Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
La la la la la
La la la la la
la la la
Aankhe meree sapne tere
Dil mera yade teree
O mera hai kya (la la la)
Sab kuchh tera (la la la)
Jan teree sanse teree
Meree aankho me aansu tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Yeh dil kahee lagta nahee
kya kahu main kya karu
Haaa too samne baithee rahe
Main tujhe dekha karu
Tune aawaz dee dekh main aa gayee
Pyar se hai badee kya kasam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai divana sanam
Abb yaha se kaha jaye ham
Teree baho me mar jaye ham
Teree baho me mar jaye ham