Mujhe mere hone ka tu yakeen dila de
Iss dil ko dhadkano se wakif kara de
Mujhe mere hone ka tu yakeen dila de
Iss dil ko dhadkano se wakif kara de
Mera jeena bhi tujhse tujhse hi marna
Saason se apni meri saansen mila de
Main tanha zara bhi rahoon na kabhi bhi
Nazdeekiyan tu itni badha de
Poori tarah se mujhe apna tu bana le zara
Teri main saansein ban ke rahu tujh mein hi ab hai hissa
Saanso ki tarah main tera naam lu sada
Kaise isse main thaam loon tu hi bata
Milke mujhpe ek ehsaan kar jeena mera aasaan kar
Aasan kar
Main tanha zara bhi rahoon na kabhi bhi
Nazdeekiyan tu itni bada de
Poori tarah se mujhe apna tu yun bana le zara
Teri main saansein ban ke rahoon tujh mein hi ab sadaa
Poori tarah se mujhe apna tu bana le zara
Teri main saansein ban ke rahu tujhme hi ab sada