menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kya Janu Sajan

Mansihuatong
MRJ_$tar005MThuatong
歌詞
作品
Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam

Jal uthe sau diye jab liya tera naam x (2)

Kya janu sajan......

Kaanton mein main khadi

Nainon ke dwar pe

Nis din bahaar ke dekhun sapne x (2)

Chehre ki dhool kya chanda ki chandni

Utri to reh gayi mukh pe apne

Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam

Jal uthe sau diye jab liya tera naam

Kya janu sajan.....

Jabse mili nazar maathe pe ban gaye

Bindiya nayan tere dekho sajna x (2)

Dhar li jo pyar se meri kalaiyan

Piya teri ungliyan ho gayi kangna

Kya janu sajan hoti hai kya gham ki shaam

Jal uthe sau diye jab liya tera naam x (2)

Kya janu sajan

更多Mansi熱歌

查看全部logo

猜你喜歡

Kya Janu Sajan Mansi - 歌詞和翻唱