Track by The Babu Moshaes
Room ID: 115753
Koi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Koi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Ho. gaayenge hum apne dilon ka tarana
Bigde duniya
bigadne bhi do
Jhagde duniya
jhagadne bhi do
Lade jo duniya
ladne bhi do
Tum apni dhun mein gaao
Duniya roothe
roothne do
Bandhan toote
tootne do
Koi chhoote
chhootne do
Na ghabrao
Hum hain naye andaaz kyun ho purana
Hum hain naye andaaz kyun ho purana
Aankhon mein hain bijliyaan
Saanson mein toofan hain
Dar kya hai aur haar kya
Hum is se anjaan hain
Hamare liye hi to hain Aasman aur zameen.
Sitare bhi hum tod lenge Hamein hai yakeen.
Ambar se hai aage hamara thikana
Hum hain naye andaaz kyun ho purana.
Sapnon ka jo des hai
Haan hum wahin hain pale
Thode se dil-phenk hain
Thode se hain manchale
Jahan bhi gaye apna jaadu dikhate rahe.
Mohabbat haseeno ko aksar sikhate rahe.
Aaye hamein dil aur neendein churana
Hum hain naye andaaz kyun ho purana
Koi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Koi. kehta.
Kitna bhi humko deewana
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamana.
Ho. Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana HOO.
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Ho. gaayenge hum apne dilon ka tarana
Bigde duniya
bigadne bhi do
Jhagde duniya
jhagadne bhi do
Lade jo duniya
ladne bhi do
Tum apni dhun mein gaao
Duniya roothe
roothne do
Bandhan toote
tootne do
Koi chhoote
chhootne do
Na ghabrao
Hum hain naye andaaz kyun ho purana
O hum hain naye andaaz kyun ho purana
Hum hain naye andaaz kyun ho purana
Haan hum hain naye andaaz kyun ho purana
Repeat till the track ends.