Chupana bhi nahin aata
Chupana bhi nahin ata
Jatana bhi nahin aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin ata
Jatana bhi nahin aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chupana bhi nahin ata
Jatana bhi nahin ata
Hatheli par tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Hatheli par tumhara naam
Likhte hain mitate hain
Tumhi se pyaar karte hai
Tumhi se phir kyon chupate hai
Tumhi se phir kyon chupate hain
Juban pe baat hain lekin
Sunana bhi nahin aata
Humen tumse mohabbat hain
Batana bhi nahin ata
Chupana bhi nahin ata
Jatana bhi nahin aata
Mohabbat kaise karte hain
Koi toh humko samjhaye
Mohabbat kaise karte hain
Koi toh humko samjhaye
Kahin aisa na ho ki pyaar bin
Umra kat jaaye
Pyar bin umra kat gaye
Tum se milne ka koi.
Bahana bhi nahi aata
Humen tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin ata
Chupana bhi nahin ata
Jatana bhi nahin ata