Yeh parbaton ke daayare
yeh shaam ka dhuan
Aise mein kyon na chhed dein
dilon ki dastan
Yeh parbaton ke daayare
yeh shaam ka dhuan
Aise mein kyon na chhed dein
dilon ki dastan
Yeh parbaton ke daayare
yeh shaam ka dhuan
Zara si zulf khol do
fiza mein itr ghol do
Zara si zulf khol do
fiza mein itr ghol do
Nazar jo baat keh chuki
woh baat munh se bol do
Ki jhoom uthe nigaah
mein bahaar ka samaan
Yeh parbaton ke daayare
ye sham ka dhhuaa
Aise mein kyon na chhed dein
dilon ki dastan
Yeh parbaton ke daayare
yeh shaam ka dhuan
Yeh chup bhi ek sawal
hai ajib dil ka haal hai
Yeh chup bhi ek sawal
hai ajib dil ka haal hai
Har ik khayal kho gaya
bas ab yehi khayal hai
Ki fasla na kuchh rahe hamare darmiyan
Yeh parbaton ke daayare
ye sham ka dhhuaa
Aise mein kyon na chhed dein
dilon ki dastan
Yeh parbaton ke daayare
yeh shaam ka dhuan
Yeh roop rang yeh phaban
chamakte chaand sa badan
Yeh roop rang yeh phaban
chamakte chaand sa badan
Bura na maano tum agar to
choom loon kiran kiran
Ki aaj hausalon mein
hai balaa ki garmiyaan
Yeh parbaton ke daayare...
ye sham ka dhuua
aise me kyo na chhed de dilo ki dastan
Yeh parbaton ke daayare...
ye sham ka dhuua