Mere pyar mein
Mere intzar mein
Sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Mere pyar mein
Mere intzar mein
Sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Sar pe mere hath rakh tu
Mujhko bata ek baat
Kaise kate tere din
Kaise kati teri raat
Kuchh main jali, kuchh dil jala
Khud pe nahi, koi bas chala
Aur bataun kya saajan
Bechain dil ka main haal
Pal pal tere liye royi
Mere deedar mein
Sajna mere pyar mein
Sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Jeena nahi hai mujhe to
Nazro se ab door hoke
Sab kuchh bhulana hai mujhko
Teri mohabbat mein khoke
Meri zindagi, meri jaan tu
Meri bekhudi, arman tu
Sun le meri janejana
In dhadkano ki sada
Ab na juda kabhi hona
Mere ikrar mein
Sajni mere pyar mein
Sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya