Raat phaili hai tere, surmaye aanchal ki tarah

Chand nikla hai tujhay dhondnay pagal ki tarah

Raat phaili hai.............................................
Khushk patton ki tarah log uday jatay hein

Sheher bhi ab to nazar aata hai jungle ki tarah
Raat phaili hai tere, surmaye aanchal ki tarah
Raat phaili hai...............................................
Phir khayaloon mein tere qurb ki khushboo jaagi

Phir barasnay lagein ankhein meri badal ki tarah
Raat phaili hai tere, surmayee aanchal ki tarah
Raat phaili hai
Bewafaoon se wafaa kar kay guzari hai hayaat

Ye barasta raha veerano mei badal ki tarah