Kaisa bhanwar adhikaar ka
Sankalp hain sanmaan ka
Safal hota ab lage
Sangharsh jab jitna kathin ho
Banta wahin aadhaar ab
Yahi hain mera strii dharm
Rahega atal mera mann
Yagyaseni ka yeh vachan
Rahega atal mera mann..
Iss janm ka ye kaaran
Aaa....Aaa......Aaa....Aaa
Yagyaseni ka yeh vachan
Rahega atal mera mann..
Iss janm ka ye kaaran