menu-iconlogo
huatong
huatong
palash-sen-ladaaii-cover-image

Ladaaii

Palash Senhuatong
nayatavonhuatong
歌詞
作品
Waqt hai mushkil

Thaam le hausla tu

Tuhi manzil

Khud ban raashta tu

Haarenge nahi umeedein

Mitenge nahi ye rutbe

Bankar hum waseele

Gardish ko karde kinaara

Abhi khatam nahi ladaaii

Abhi khatam nahi khudaayi

Abhi khatam nahi ho tum

Abhi khatam nahi hoon main

Abhi khatam nahi hoon main

Abhi khatam nahi bhalaayi

Abhi khatam nahi raza

Abhi khatam na aashnayi

Abhi khatam nahi wafa

Abhi khatam nahi saveera

Abhi khatam nahi dhuwan

Himmat-E-Marda, Madad-E- khud Khuda tu

Haarenge nahi umeedein

Bankar hum maseehe

Gardish ko karde kinaara

Ek duje ka ban sahaara

Abhi khatam nahi ladaaii

Abhi khatam nahi khudaayi

Abhi khatam nahi ho tum

Abhi khatam nahi hoon main

Abhi khatam nahi raushni

Abhi khatam nahi dosti

Abhi khatam nahi ho tum

Abhi khatam nahi hoon main

Abhi khatam nahi ladaaii

Abhi khatam nahi khudaayi

Abhi khatam nahi hoon main

Abhi khatam nahi hai hum

Abhi khatam nahi, khatam nahi hai hum

更多Palash Sen熱歌

查看全部logo

猜你喜歡