Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahi hai kya pyaas hai
Kya nasha iss pyar ka Mujhpe sanam
Chaane laga
Koi na jaane Kyun chain khota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai
Tum pass aaye yun muskuraye
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Ab toh mera dil jaage na sota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai
Kya rang layi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain Na jaane kyun
Aane laga
Tanhayi mein dil Yaadein sanjota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai
Kya karun haye Kuch kuch hota hai