Saari duniya harjayi tere pyaar
Mein hai sachchai saari duniya harjayi
Tere pyar mein hai sachchayi isliye chhod ke
Duniya teri oar khinchi
Chali aayi thi patthar toone
Chhoo kar thi patthar toone
Chhoo kar sona kar diya khara
Na kajre ki dhaar na
Motiyon ke haar na koyi kiya singar phir bhi
Kitni sundar ho tum kitni sundar ho
Man mein pyar bhara aur tan mein pyar bhara
Jeevan mein pyar bhara tum to mere
Priyavar ho tumhi to mere priyavar ho
Shringaar tera yovan yovan
Hi tera gehna shringaar tera yovan
Yo andhi tera gehna tu tazgi phulo ki
Kya sadgi ka kehna ude khushbu jab chale tu
Ud khushboo jab chale tu bole
To baje sitaar na kajare ki
Dhaar na motiyon
Ke haar na koi kiya shringaar phir bhi kitni
Sundar ho tum kitni sundar ho
Man mein pyar bhara aur tan mein pyar bhara
Jeevan mein pyar bhara tum to mere
Priyavar ho tumhi to mere priyavar ho