O haseena zulfon wali jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kahaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kahaa
Wo anjaana, dhoondti hun
Woh deewana, dhoondti hoon
Jalaa kar jo, chip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Garm hai, tez hain, ye nigaahen meri
Kaam aa jayengi sard aahen meri
Tum kisi raah mein, to miloge kahin
Are ishq hoon, mein kaheen theharta hi nahni
Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hai
Mera bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali jaane jahaan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Chhip rahen, hai yeh kya dhang hain aapka
Aaj toh kuch naya rang hai aapka
Hai, aaj ki raat mein kya se kya ho gai
Aha, aapki saadgi to balaa ho gayi
Main bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hai
Mera bhi jaadu jawaan
O haseena zulfo wali jane jahaa
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaa kar jo chip gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon