Dil hain tanha
Aur lamba safar
Aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
Paas mere khushiya har pal
Chalta hu raaho pe hoke bekhabar
Aa raha hu mein liye khwabon ka ambar
Chal zindagi banke mera humsafar
Rukna nahi kahin
Dil hain tanha
Aur lamba safar
Aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
Gaa rahi hain shaam
Gaa raha hai manjar
Gaa raha hain dil
Jisme teri dhadkan
Aa raha hu mein
Liye khwabon ka ambar
Chal zindagi banke mera humsafar
Rukna nahi kahi
Dil hain tanha
Aur lamba safar
Aayegi aayegi manzil jab hogi sehar
Hontho pe armaan aankhon mein ek pal
Jaayegi jaayegi ye raat abb hogi seher
Hogi seher