Che foot ke javaan
Humein inpar abhimaan
Din raat na dekhe
Na dekhe dhoop shaam
Na mumkin ko mumkin karna
Yahi inka kaam
Mere desh ke javaano ko
Dil se salaam
Inko paiso se nahin
Inhe desh se pyaar hai
Hamari khushiyon ke
Yeh hi zinmedaar hai
Rugraj hum ghar par
Chain se sote
Isliye kyunki je border hote hai
Shapath pasina inka sher jaisi chaal
Jo kare dhoka inse
Unka aa jata hai kaal
Na darr hai kisika
Nahi koi khauff hai
Bhartiya sena aaj
Ane tope
Hume garv hai inpar
Badla le chun chun kar
Har musibat mein rakhte
Ek saath datkar
Na dare jo kabhi
Na piche hate
Jista pramaan nape pani
Ban jata hai baruf
Us border pe bahe seena taan ke khade
Yeh desh hai jungle
Is jungle ke je sher
Inke jaisa kaam karna
Koi bacchon ka na khel
Ghar ghuske jo maare dushman ko
Haan bharat mata ki kooh se
Paida hote aise sher
Aare jaan pe khelna
Inki rozi roti
Aare asli superstar toh desh ka fauji
Jo kare din raat kaam
Na dekhe subha shaam
Har koi kamana chahe
Aaj inka jaisa naam
Haan dil se daler hai
Jigre jaise sher
Hathiyaar se jhilete
Jung jeetna
Inke baaye haath ka khel hai
Dus ke badle
Dus hazar sarkar
Ke jahan koi pohonch na sake
Mere desh ke jawaan wahan
Jhande gadhte hai
Jhande gadh
Me me meri asha us bhagwan se
Mere desh ke jawaan
Ko rakhna
Sambhalke
Taake mere desh ka tiranga leherata rahe shaan se
Yeh hi dua maangu main
Us bhagwaan se