Kitna sukun, kitna aaram hai
Kitna sukun, kitna aaram hai
Paas mein tum ho
Aur hatho mein jaam hai
Shaayed meri zindagi ki
Sabse hassin ye shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas mein tum ho
Aur hatho mein jaam hai
Shaayed meri zindagi ki
Sabse hassin ye shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Keh rahaa, hai ye dil
Bekhudi mein sanam
Aur kyaa chahiye, zindagi mein sanam
Keh rahaa, hai ye dil
Bekhudi mein sanam
Aur kyaa chahiye, zindagi mein sanam
Aashiqi ka nasha, aise jata nahi
Tumko dekhe bina, chain aata nahi
Kaise zinda rahuuuu
In honthon pe, sirf tumhara naam hai
Paas mein tum ho aur hatho mein jaam hai
Shaayed meri zindagi ki
Sabse hassin ye shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Dilruba, hai kiya, maine ye faisla
Aab to jeena nahi, hai tumhare siva
Dilruba, hai kiya, maine ye faisla
Aab to jeena nahi, hai tumhare siva
Thoda pagal hun main, thoda diwana hun
Bas tumhara hun main, sab se begaana hun
Aur kyaa main kahuuuu
Ishq tera, meri chahat ka, inaam hai
Paas mein tum ho
Aur hatho mein jaam hai
Shaayed meri zindagi ki
Sabse hassin ye shaam hai
Kitna sukun kitna aaram hai
Paas mein tum ho
Aur hatho main jaam hai
Shaayed meri zindagi ki
Sabse hassin ye shaam hai