Main shaayar to nahin…
Main shaayar to nahin…
Magarr… aye hasee~
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko, shaayariee~ aa gayi
Main shaayar to nahin
Magarr… aye hasee~
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko, shaayariee~ aa gayi
Main aashiq to nahin…
Magarr… aye hasee~
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko, aashiquiee~ aa gayi
Main shaayar to nahin
Pyaar ka naam maine
Suna tha magar pyaar kya hai
Yeh mujhko nahin thi khabar
Pyaar ka naam maine
Suna tha magar pyaar kya hai
Yeh mujhko nahin thi khabar
Main to uljha raha
Uljhanon ki tarha
Doston mein raha
Dushmanon ki tarha
Main dushman to nahin…
Main dushman to nahin
Magar aye hasee~
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko, dostiee~ aa gayi
Main shaayar to nahin
Sochta hoon agar
Main dua maangta
Haath apne uthaakar
Main kya maangta
Sochta hoon agar
Main dua maangta
Haath apne uthaakar
Main kya maangta
Jab se tujhse mohabbat
Main karne laga
Tab se jaise ibaadat
Main karne laga
Main kaafir to nahin…
Main kaafir to nahin
Magarr aye hasee~
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko, Bandagee~ aa gayi
Main shaayar to nahin
Magarrr ae haseen
jab se dekha maine tujhko
Mujhko, shaayaree~ aa gayi
Main shaayar to nahin