menu-iconlogo
logo

Barsaat Ki Dhun

logo
歌詞
Kisi shaayar ka dil banke, barasti hain boondein tum pe

Kisi shaayar ka dil banke, barasti hain boondein tum pe

Nazaara, uff, kya hota hai, guzarti hain jab zulfon se

Dur kahin ab jawo na tum

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Dil me yahi ek gam rahta hai

Sath mere tu kam rahta hai

Han dil me yahi ek gam rahta hai

Sath mere tu kam rahta hai

Chhod ke abhi jawo na tum

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Haan, dheere-dheere, haule-haule bheega dengi ye barsaatein

Dheere-dheere, haule-haule bheega dengi ye barsaatein

Jaane kahaan phir milenge humein aisi mulaaqaatein

Sambhaaloon kaise main dil ko? Deewaana chaahe bas tum ko

Khwaahishon mein hi jal rahaa hoon main yahaan

Wo pahli baarish si banke, baras jaao na tum hum pe

Hawaa ka rukh badal jaayein, mohabbat karna tum aise

Khwab mera ye todo na tum

Jismon pe barasti baarish ne rooh bheega di hai

Is mausam ki saazish ne ye need udaa di hai

Waise to doobaane ko bas ek boond hi kaafi hai

Socho to zaraa "Kya hoga? Abhi raat ye baaqi hai"

Saath mere bah jaao na tum

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Bijli chamki lipat gaye hum

Badal garja simat gaye hum

Bijli chamki lipat gaye hum

Badal garja simat gaye hum

Hosh bhi ho jaane do gum

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Sun sun sun barsat ki dhun sun

Sun sun sun barsat ki dhun sun