Tere khayalon se, tere khayalon tak
Mera to hai aana jaana
Mera to jo bhi hai
Tu hi tha, tu hi hai
Baaki jahaan hai begana
Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi nadaani
Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi nadaani
Mujhe khud se jod de to
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein jod de to
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani